Tujh bin jiya udas ray

Yeh kaisee un-bujh piyas ray!

I am waiting for someone since an hour magar koi atta patta naheen! :sad:
Anyways…gaana kaisa lagga yeh aap ko?

Re: Tujh bin jiya udas ray

gana acha hai :hula:

or ss kis ka wait hai tumhay or tum khud kahan ho aj kal :bash: :bash:

Re: Tujh bin jiya udas ray

:crying:

Re: Tujh bin jiya udas ray

hai aik jaan-lewa sa shakhs jiska intizaar kar raha hoon, marne ka shauq ho raha hai :bummer:
Mein yaheen kaheen hoon…dhoondine kee aarzoo ho to mil jaoonga :wink:

Re: Tujh bin jiya udas ray

M*** kee aankh :stuck_out_tongue:
PS: Dont try to figure out what it is :hehe:

Re: Tujh bin jiya udas ray

ab tum hi rehgaye ho dhundnay k liye :hoonh:

khud hi sharafut say samnay ajao :bash:

Re: Tujh bin jiya udas ray

Naheen aata :snooty:
PS: Nakhre kia sirf larkion ke liye reserved hain? :stuck_out_tongue:

Re: Tujh bin jiya udas ray

rona nahi :nono1:

kya huwa :konfused:

Re: Tujh bin jiya udas ray

kuch to hoa hioa
kuch ho gaya hia
do chaar din say lag ta hia jasey
sab kuch aalge hia
sab kuch
laage hia
kahir salam
hru f9 na pata hia

Re: Tujh bin jiya udas ray

han :nuch: kyonkay ye sirf lerkiyon per hi suit kertay hain motay motay lerkon per nahi :mocking:

Re: Tujh bin jiya udas ray

parbatooN se aaj maiN takra gia...
tum nay de awaz lo maiN aagia.. :D

Re: Tujh bin jiya udas ray

:bhangra:

ws han fine thnx :slight_smile:

Re: Tujh bin jiya udas ray

Jhoot. nakhrey mujh par bhee suit karte hain :wink:
Doosra bhee jhoot…mein mota naheen hoon, Allah kee kasam :blush:

Re: Tujh bin jiya udas ray

Lo…phir patbaton se takraye tum? :hoonh:
Paharee baboo, apnee natuwaan jism par raham karo :stuck_out_tongue:

Re: Tujh bin jiya udas ray

^ jab aap bulaaty ho tu phir kisi cheez ke parwah nahi hoti… aap k pyaar maiN aik ajeeb jadu hai… :love:

Re: Tujh bin jiya udas ray

:blush:

Re: Tujh bin jiya udas ray

jhootay seedhay :smash: