Tujay udaas b karna tha khud b rona tha
ye hadsaa b mari jaan ik din hona tha
wo muj ko tor kar jorta raha aksar
jaise mai us k vastay koi khilona tha
jo dastaan usay kehna thi phir adhori rahi
mai b thak se gya tha usay b sona tha
mai takht-e-qabar pe soya tha raat bhar “MOHSIN”
khuli jo aankh to sehraa mara bichona tha.
Re: Tujay udaas b karna tha
Sweet..
Re: Tujay udaas b karna tha
hmm
nice
Re: Tujay udaas b karna tha
This is so impressive. Bohat khoob bheegiyaad :k:
Re: Tujay udaas b karna tha
***bohot alaa BY
Re: Tujay udaas b karna tha
nice one!
Re: Tujay udaas b karna tha
very nice thx for sharing
Re: Tujay udaas b karna tha
thanks eve 1
Re: Tujay udaas b karna tha
Very nice..