tu na kaha ishaq tu dhong ha
tujy ishaq ho Khuda kara
tera hont hasna bhol jain
teri ankhain purnum raha karain
tu us ki batain kia kara
tu us ki batain suna kara
usa dakh kar tu ruk para
wo nazar jhuka k chla kara
tuhy ishaq ki wo jarhi laga
tu milan ki hr pal dua kara
tera khab bikhrain tot kar
tu kirchi kirchi chuna kara
tu gali gali phira kara
tu nagar nagar sada kara
tujy ishaq ho phir yaqeen ho
usa tasbioon pa parha kara
main kahoon ishaq to dhong ha
tu nahi nahi kaha kara
Re: tuja ishaq ho Khuda kara
one of my fav… :k: thanks for sharingggggg =))
Re: tuja ishaq ho Khuda kara
ISHQ ............ huh. Im not impressed.
I think ISHQ is one of the most... misused words, u can say.
ishq ki baatein, gham ki baatein dunya waalay kartay hein
kis ne shamma ka dukh dekha, kon giya parwaanay tak
Re: tuja ishaq ho Khuda kara
thankx both of u
Re: tuja ishaq ho Khuda kara
abla-pa ap ka kaha kis na impress hona k lia
Re: tuja ishaq ho Khuda kara
ishq ki baatein, gham ki baatein dunya waalay kartay hein
kis ne shamma ka dukh dekha, kon giya parwaanay tak
^Simply beautiful!<!-- / message -->