Tu ...

Re: Tu ...


Insha ALLAH .... bas dua karain Larki ka abba RAAZI ho ja'ey .... :D

Fatee ... how r u .... how's life going :~)

Re: Tu ...

m fine...life hmmm ask daagh...poor me works all day long :p

u tell?

Re: Tu …

^Issi liay ME not Shaadi karing :hehe: … shaadi k baad har waqt BV ki khari khari baatain sun’nay ka mujhay koi shauq naheen … :bummer:

well me fine alhamdolillah … :~)

Re: Tu …

hmmmmm aaj dunu online aor YAHAN!! … kher tu hai.. :chai:

Re: Tu ...

khair he to nahi...dekh lo height of boredom ke m here on GS :(

Re: Tu …

hawwwww bechaari biwi to khari khari sunti hai bas sigh

Re: Tu …

:emmy:

PS: khairiat se tu ho na wese.. :slight_smile:

Re: Tu …

hehehe to aur kya…

kab aarahe ho iftaari par? kisi bahane to lage ke ramadan hai :bummer:

Re: Tu …

kion du ROZAKHOOR kam par rhai hain.. :hehe:

han Ramadan ka tu pata he nahee chal rhaa.. :frowning:

Re: Tu ...

kaun se rozedaar???? aur woh bhi du du... shocked

Re: Tu …

oh i read wrong…dekh lo burhaapa…bagair roze ke ye haalat hai :smack:

Re: Tu …

:hugz: tumhara qasoor naheen hai…ye sabh DAgho ka asar hai.. :hehe:
pssst… yahan bhi yahi haal hai.. :bummer:

Re: Tu …

mere poor hubby ko khabardaar kuch kaha to…raqeeb kaheen ke :hoonh:

Re: Tu …

POOR hai!! sigh… khamoKhan mai mainai Itna time zaya kiyaaa… :bummer:

Re: Tu ...

hahahahaha

Re: Tu ...


Achchaaw.........yeh bhi hota hay ..... main tou samjha tha k sirf mujhay sun'ni parraingee :D

shaadi karnay ka ailaan karing :D

Re: Tu …

hans lo hans lo… :barbie:

wesse mosooof hain kahan!

Re: Tu …

zahir hai mae yahan hoon to woh to hone se raha na…kami tum bhool rahe ho ab shaadi ko 2 saal se zyada ho chuke hain

Re: Tu …

pssst ahistaa bolo.. :emmy:

jabhi mai bhi naheen karTA… du saal tak roz lunch time par ghar jana ho ga vernaa.. :bummer:

Re: Tu ...

mubarak ho aap ko abhi se...koi nazar mae hai kya?