Tu ...

Re: Tu ...

teen hazarvan reply to ur thread
sadda hanstee tapde ravo

Re: Tu ...

oh wow............ 5k AND 100 pages AND 3000 replies ALL in ONE day !!! .....

Re: Tu ...

thats nice ...

congrats

today must b ur day
:)

Re: Tu …

:cb:

:hugz:

Re: Tu ...

congratulations.. :)

wesse zukam, sar mai dard.. waghaira waghaira ka kiya haal hai? :(

Re: Tu …

:phati:sar main ne duba diya tha

aur i feel i am getting flue too:naak:

Re: Tu …

Penguins ko FLUE bhi hota hai! :chai:

galai mai bhi dard thaa.. wo tu naheen daba diya :emmy:

Re: Tu …

:hayaa: main aaisa soch bhi kaisay sakti hoon

:naak:haan , aaj phir jo naha liya tha

lagta hai thand lag gai:bummer:

Re: Tu …

app ne kab say sona choor diya:hmmm:

Re: Tu …

^ saal mai du dafa nahao ge tu yahee ho ga… :barbie:

Re: Tu …

:bummer: ab say sirf ek dafa

pakka…:k337:

Re: Tu …

:yawn:

Re: Tu …

:smokin:

Re: Tu …

^Kuch tou ramzaan ka khayal karo Daagh bhai :bummer:

Re: Tu …

hehe… yaar mein to nakli wale sutte laga raha hoon… :smokin:

how are you doing bro

Re: Tu …

Me Fine n Shine As usual Alhamdolillah.. aap sunain aap tou Pakistan aanay walay thay … kiya hovaa aap k trip ka :frowning:

Re: Tu ...

Alhamdolillah :)

yaar na poocho... plans change ho gaye :D now i will visit Pak in Feb-March inshaAllah

dont worry tum sab se mile baghair wapas nahi aaonga :D

Re: Tu ...

^InshaALLAH..... In march .... Ho sakta hay aap mayray Valimay Main shirkat karain ;)

Re: Tu ...

wah jee wah :D

chalo yeh sahi hoga... isi bahane saare guppies se bhi mulakaat ho jayegi and waleemein bhi shaamil ho jayege :D InshaAllah

Re: Tu ...

:D