tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

zaRa theRo dua k saath he inaa’m lay jana
udheR tum ja rahay ho meRa ik pay’gham lay jaana

***meRay aa’nsoo zaRa damaN apnay poonchtey jaa’oo
agaR lay ja sako meRi akeli shaam lay jaana

usay kahna zaRori ho agaR keemat shab-e-gham ki
tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

usay kahna meRay aanso meRa qaRza adaa kaR day
bus us k paas ye meRa zaRa sa kaam lay jaana

usay kahna usay kahna kuch bhi nahi kahna
mut us k saamnay meRa koi payghaam lay jaana

magaR jab tum kaho gay saath chalnay ko tu haaziR hooN
k meiN tu hoon sada banda -e-baydaam lay jaana


Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

Hummmmmm

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana


Beautiful Words:) Beautiful Choice:)

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

HMMMMMMMMMM

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

Kya baat hey aap ki choice ki :lajawab: … saari ghazal hi kamaal ki hey :k:

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

Wah kya khoob gazal hay

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

Beautiful......

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

bohat khoob ghazal hai Koyal ji :-)

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

Lovely Ghazal :k:

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

Bohat Khoob Koyal..

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana

lajawab :lajawab:

Re: tu ye toota howa dil chuN k apnay daam lay jaana


thanks muddi g :)