Mere galoon pe tere hontoo ke nishaan baaqi hain
Haan tere baad bhi jeene ke samaan baaqi hain
Tu tau kehti thee ke mar jayega bicharne waala
Ab bhi saansain do chaar meri jaan baaqi hain
Suraj roz obharta hai tere yaad ki kirnain leykar
Chaand kehta hai tere laut aane ke imkaan baaqi hain
Yaroon talkheyaan-e-dauraan se kabhi mayoos na hona
Zeest karne ko muhabbat ke jahaan baaqi hain
Mashk-e-sitam ka ruk jaana abhi mumkin hi nahee
Abhi tu mere kuch aur meharbaan baaqi hain
Dar badar bhataktay thay jo log sar-e-rah-e-wafa
Hum mar bhi chukay kab ke kahaan baaqi hain
if i read ur name zawanfira backward it says arifnawaz:hoonh:
y don’t u just tell that u r dying to come here:hoonh:
Well, I never thought to leave GS
I was and still I am here !
Thanks for your comments…
oh really:hoonh:
then y don’t u come with ur real ID:D
or do u want me to remind about past:hoonh:
Nice one and welcome .
Thanks Nazam
![]()
kia jawab nahi hai meray sawal ka tumharay pass:hoonh:
:-)