Tu roz roya karay uth k chand raaton main
Khuda karay tera mere beghair jee na lagay
jab chahun tumhain mil nahi sakta lekin
jab chahun tumhain yaad tou kar sakta hun
koi bhi waqt ho hans kar guzar leta hun
khiza k dour main ahd-e-bahar leta hun
Re: Tu roz
shubh shubh bole
baduian to na dein bechary ko