http://www.rarepoetry.com/wp-content/uploads/2012/06/Tum-Ne-Dekha-Hai-Urdu-Poetry-of-Ahmed-Faraz.jpg
Re: Tu nay dekha hai
Chand par pani nahi
…Resources :NASA
Re: Tu nay dekha hai
Chand tasdeeq shuda hai?
Certificate plzz
Re: Tu nay dekha hai
:)
Re: Tu nay dekha hai
NASA waley chand per gaye hee nahin
… Sources: Taliban.
Re: Tu nay dekha hai
Taliban k peechy lazman Pakistan ka hath hai
.
................ sources: tarjaman white house
Re: Tu nay dekha hai
dekhte rehte hein:eek: chup nahi karte usy ![]()
Re: Tu nay dekha hai
Taliban k peechy lazman Pakistan ka hath hai .
................ sources: tarjaman white house
Iss kay peechay kiss ka haath hai, yeh mein apni nai shaya honay wali kitab mein batoun ga .... Source: Chawal Rehman Malik
Re: Tu nay dekha hai
Iss kay peechay kiss ka haath hai, yeh mein apni nai shaya honay wali kitab mein batoun ga .... Source: Chawal Rehman Malik
Rehman tum apni kitab main achysy jhoot bolny teri jaib 2 baar bharon ga
..............sources: Asif zardari
Re: Tu nay dekha hai
Rehman tum apni kitab main achysy jhoot bolny teri jaib 2 baar bharon ga
..............sources: Asif zardari
Aur phir mein woh jaib kaat ker paisay wapis wasool ker loon ga ..... Source Bilawal Bhutto
Re: Tu nay dekha hai
Aur phir mein woh jaib kaat ker paisay wapis wasool ker loon ga ..... Source Bilawal Bhutto
hum bhata wasool karny walon k khilaf har mumkin karwayi karain gy.... (unko achi c sahooliyat b muhaya karna hamara awaleen faraz hai)
source: Altaaf bhai
Re: Tu nay dekha hai
ja saktay hain, ye koi Rocket Science nahi …Sources : Imran Khan
Re: Tu nay dekha hai
ja saktay hain, ye koi Rocket Science nahi ....Sources : Imran Khan
Aur Chand per tsunami aye gee...... Sources: Nawaz Sharif
Re: Tu nay dekha hai
Aur Chand per tsunami aye gee...... Sources: Nawaz Sharif
mein aik ungli uthaon tu sab chand par puhanch jayein....... Soruces: Khadm e Ala
Re: Tu nay dekha hai
mein aik ungli uthaon tu sab chand par puhanch jayein....... Soruces: Khadm e Ala
Mein chand per bhi loot khasoot ker kay aoun ga.......Source : Zardari
Re: Tu nay dekha hai
Mein chand per bhi loot khasoot ker kay aoun ga.......Source : Zardari
Zardari sab jan diyo sadi wari an diyo........jaldi ana... Sources: Imran Khan
Re: Tu nay dekha hai
Zardari sab jan diyo sadi wari an diyo........jaldi ana... Sources: Imran Khan
Zalimo jaldi bhaggo Qazi chand per aa raha hai ..... Source: Maulana Diesel
Re: Tu nay dekha hai
Zalimo jaldi bhaggo Qazi chand per aa raha hai ..... Source: Maulana Diesel
Hum issss ki shafeed muzammaf kartay hain.........Source: Maulana Diesel