tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta...

O rehbar aaa, merey rehbaraaaa
oooo tujh sai wasata
tu munzil hai aur tu hi
uss manzil kay aagaay ka rasta

O rehnuma, merey rehnumaaaaa
tairey naaam saaa
aab koi bhi lafz nahi
parh ker daikheen saau kitabeen saaau dafa

dildara dildara yee ratti bhar ka jug sara
dildara dildara tairee nazar-o-karam per sub wara
dildara dildara tub jeeta jub tujh sai raha

:chai:

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta…

breakfast time again :bummer:
aapki breakfast khatam he nahi hoti kya:emmy:

is this a song?

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta…

Yeh to Song hai Dildara :smack:

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta…

Yeah it is but song has poetry too

this was is so touching…

tu manzil hai aur tu hi is manzil sai aagay ka rasta … la la la

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta…

bhabi phir online hain kya ?:faizy:

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta…

bhabi (aap ki), can come anytime …gotta be carephul :smiley:

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta…

:hehe:
smart…

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta...

:D unka nick kiya hai.

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta…

sab bata doon? hath pair katwa ker bheek mangna shuru ker dooN? road per aa jaoon?

:chai:

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta...

:D

Re: tu munzil hai aur tu hi uss manzil sai aagay ka rasta…

:rotfl: :lajawab: