tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

mujhay be-Khudi ki hai aarzo mujhey qurbatO’n ka khumaar day
Meray ang ang main yon utar Kay mujhii Mein khud Ko utaar day

tu jo Por Por mai bas gya to hai dooriyon ka Jawaaz kya
meri zindagi meray pass A’aa zara meri be-kalii ko nikhaar day

meri zindgi pey muheet hain wohi wehshatien wohi dooriyaan
main khizaan raseeda si sham hon mujhey Apnay rukh ki bahaar day

meri be-basii hAi baja magar meray shok ka bhi hisaab kar
main siyaah naseeb jo hon agar tou mera naseeb sanwaar day

hai nazar nazar terii justaju tu meri wafa ki hai Aabru
Kabhi yon bhi ho meray roobaru mujhay jaan say hi guzaar day

mujhay is trah say tu yaad aa teri yaad Ka guma’an bhi na ho
tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

mujhay is trah say tu yaad aa teri yaad Ka guma'an bhi na ho

Is it possible? any example please :D

tu jo Por Por mai bas gya to hai dooriyon ka Jawaaz kya
*meri zindagi meray pass A'aa zara meri be-kalii ko nikhaar day
*

meri zindgi pey muheet hain wohi wehshatien wohi dooriyaan
main khizaan raseeda si sham hon mujhey Apnay rukh ki bahaar day

meri be-basii hAi baja magar meray shok ka bhi hisaab kar
main siyaah naseeb jo hon agar tou mera naseeb sanwaar day

hai nazar nazar terii justaju tu meri wafa ki hai Aabru
Kabhi yon bhi ho meray roobaru mujhay jaan say hi guzaar day

laaajawaaab choice.......thanks shab

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

V. Nice..

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

w0w.. simply awesome..

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

Buhat Aalaa Sharing :~)

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

zaberdast :k:

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

nice to read this piece again :k:

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

bahut umda

Excellent Shab-e-Hijar..:k:

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

seb keh rehe to eche he ho geh :ASA:

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

beautiful SH

am gonna have to find the poet to ask this :)

thanksssss every1 :flower1:

simply awesome....

may i know the poets name?

Re: tu meray khyaal Main yon sama mera hurf hurf nikhaar day

Beautiful shabo :)

nice poem.