**
Tu mera Naam Na Poocha ker
Main teri Zaat ka Hissa Hoon
Main teri soch main shamil hoon
Main teri neendh ka qissa hoon
Main teray kwab ka hasil hoon
Main teri yaad ka Mehwar hoon
Main teri saans ka jhonka hoon
Tu munzar, main pus munzar hoon
Main lamha hoon main jazba hoon
Jazbay ka koi naam nahi
Tu Mera Naam Na Poocha Ker!
**