Tu Mera Naam Na Pochaa Kar

Tu Mera Naam Na Pochaa Kar
May Taire Zaat Kaa Hissa Ho
May Taire Sooch May Shaamil Ho
May Taire Neend Ka Kissa HO
May Tairay Khuwaab Ka Haasil Ho
May Taire Yaad Ka Mehvar Ho
May Taire Saans Ka Jhokaa Ho
Tu Manzar’ May Pas Manzar Ho
May Lumhaa Ho May Juzbaa Ho
Juzbay Ka Koi Naam Nahi
Tu Mera Naam Na Pochaa Kar

MUHSIN NAQVI

Re: Tu Mera Naam Na Pochaa Kar

[QUOTE]
*Originally posted by karachiest: *
Tu Mera Naam Na Pochaa Kar
May Taire Zaat Kaa Hissa Ho
May Taire Sooch May Shaamil Ho
May Taire Neend Ka Kissa HO
May Tairay Khuwaab Ka Haasil Ho
May Taire Yaad Ka Mehvar Ho
May Taire Saans Ka Jhokaa Ho
Tu Manzar' May Pas Manzar Ho
May Lumhaa Ho May Juzbaa Ho
Juzbay Ka Koi Naam Nahi
Tu Mera Naam Na Pochaa Kar

MUHSIN NAQVI
[/QUOTE]

Toba hai naam kia pooch liya...uff

nice :k:

Bahut khoob :)

jabardus:k:

Re: Tu Mera Naam Na Pochaa Kar

[QUOTE]
*Originally posted by karachiest: *
Tu Mera Naam Na Pochaa Kar
May Taire Zaat Kaa Hissa Ho
May Taire Sooch May Shaamil Ho
May Taire Neend Ka Kissa HO
May Tairay Khuwaab Ka Haasil Ho
May Taire Yaad Ka Mehvar Ho
May Taire Saans Ka Jhokaa Ho
Tu Manzar' May Pas Manzar Ho
May Lumhaa Ho May Juzbaa Ho
Juzbay Ka Koi Naam Nahi
Tu Mera Naam Na Pochaa Kar

MUHSIN NAQVI
[/QUOTE]

nice one!

Re: Tu Mera Naam Na Pochaa Kar

bhut khoob :k:

its verty nice