fara
1
Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Main Teri Zaat Ka Hissa HooN
Main Teri Soch MaiN Shamil HooN
Main Teri Neend Ka Qissa HooN
Main Teray Khawab Ka Haasil HooN
Main Teri Yaad Ka Mehver HooN
Main Teri Saans Ka Jhonka HooN
Tu Manzar, Main Pas-Manzar HooN
Main Lamha HooN, Main Jazba HooN
Jazby Ka Koi Naam Nahi…
Tu Mayra Naam Na Poocha Ker…!!!
NihalK
2
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Lovely!
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Zabardast....:-)))
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Tu mera naam na pucha kr :k:
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Nice :)
Amal
6
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Awesome fara
k: … lutf aa gaya 
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Aap ka naam tou pehlay sey pata hay issliye nahiN poochheiN ge be-fikr rahiye 
UZ
8
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Gt
tum ney sher ka kabara ker diya
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Achanak sey reply kiya na …wuh kya kahtey heiN be-saaKhta :~)
Poem meiN ne baar-ha paRhi hey and i like it:-)
UZ
10
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Be sakhta baaton kaa apna maza hai :D
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
liked it :@:
fara
12
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Yeh tu screen name hay Gul… 
fara
13
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Pasandeedgi ka bayhud shukriyaa..
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
bht khob fara
old is gold
one of my fav
fara
15
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Shukran DS
Naabigh
16
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
tu fir ki naa hai billu tera aj kal 
fara
17
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Wohi purana wala!
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
acha yaani poochhna hi paRay ga 
fara
19
Re: Tu Mayra Naam Na Poocha Ker
Bilkul aap pooch lain..