Aanisah
1
Tu hi bata ay
DIL-E-betaab
hum ko,
khush rehnay k adaab kahan aatay hain,?
Main to yak musht usay sonp dun sub kuch lekin…
aik mutthi main meray khuwaab kahaan Aatay hain,?
Muddaton baad tujhay dekh k dil bhar Aaya,
warna sehraon main sailaab kahaan Aatay hain…?
meri by dard nigaahon main agar bhulay say,
neend Aaye bhi to ab khuwaab kahaan Aaty hain…?
tarash
2
Re: Tu hi bata ay DIL-E-betaab
Aanisah
Re: Tu hi bata ay DIL-E-betaab
Nice sharing and 
TlGER
4
Re: Tu hi bata ay DIL-E-betaab
Welcome
and buhat khoob :k:
aik mutthi main meray khuwaab kahaan Aatay hain,?
shoping bag mein dal kar day dein
LP
5
Re: Tu hi bata ay DIL-E-betaab
v niceee :k:
Mujhe sirf nightmares aatay hain 
ehsan
6
Re: Tu hi bata ay DIL-E-betaab
This poem was also read on the radio a few minutes ago.
TlGER
7
Re: Tu hi bata ay DIL-E-betaab
phir radio par say sun kar hi idhar likhi hai inhon nay