tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

*

* ** ** ** ** ** ** *mujhay de khabr teray shahar se idher a'nay wali hawa'oN ne* *k bana lee'ay na'ey daa'ery teri dharkaNoo ki sadaa'ooN ne*

gham-e-dahar ne meray ishq k baal-o-par he nooch k rakh de’ay
maiN u’raaN looN b tu kesay looN teri aarzo ki fiza’ooN maiN

na gaa’ee meri kabhi be-basi ye ajeeb haadsa muj se hai
wohi fa’slay teray shahar k wohi bayri’aN meray paa’oN maiN

teri furqatoon ki udaas ruut mujhay lamha lamha lee’ay phiri
kabi meray dard ki dhoop maiN kabi teri yaad ki chaa’ooN maiN

tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar
wo tu mil gay’aa kisi aur ko jo aasar tha meri dua’ooN maiN

wo hai zindghi se bhi kuch hase’n maiN be-gayr jis k na jee sakooN
jo yahaN nahi tu “qateel” usay kabhi jaa milooN gha fizaa’ooN maiN

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

very beautiful sharing Koyal jee :)

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

thanks red :)

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

Wah
bOht KhOob
Tamam Shair Umda hAin
1 Of My Favrt Ghazal

Gham e Dehr Ney Meray Ishq Key Par o Baal Noch Key Rakh Diye
Main Uraan lOon Bhi tO Kaisey lOon Teri AarzOo Ki FizaaOn Mein

waah kiya qaatil ghazal hy…thanks koko

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

:lajawab: … Thanx For sharing Koko :blush:

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

zaberdast like always koyal :k:

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

na gaa'ee meri kabhi be-basi ye ajeeb haadsa muj se hai
wohi fa'slay teray shahar k wohi bayri'aN meray paa'oN maiN

teri furqatoon ki udaas ruut mujhay lamha lamha lee'ay phiri
kabi meray dard ki dhoop maiN kabi teri yaad ki chaa'ooN maiN

waah bahut umda
(ye ap k saath kon hay tehni pe baitha)

waahhh bohat khooob :k:

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

beautiful........ thx for sharin :)

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

:crying:

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

awesome :k:

Re: tu hamesha muj maiN basa rahay maiN dua khuda se karooN magar

It’s Beautiful Koyal..:k:

Ulu :blush:

thanks :)

thanks :)

thanks Sheal :slight_smile:

thanks shabo :slight_smile:

thanks heartu :)