~Tu hai mansoob is fasaane se~

**
Teri galeyyoon mein aane jaane se
Dushmani ho gaee zamaane se
Shauk-e-deedaar de raha hai sada
Milne aa ja kisi bahaane se
Phail jaata hai khushboo’oon ki tarah
Ishq chupphta nahee chuppane se
Apni deewangi pe hansta hoon
Kya mila mujh ko dil lagaane se
Kis tarah mein sunaoon duniya ko
Tu hai mansoob is fasaane se**

Nice :k:

:k:

acha hay

nice1 :k:

Re: ~Tu hai mansoob is fasaane se~

ehhehe...kinda nice..

Re: ~Tu hai mansoob is fasaane se~

:rolleyes:

Re: ~Tu hai mansoob is fasaane se~

Kis tarah mein bata'oun duniya ko ...
Tu hai mansoob is fasaanay se ...

Re: ~Tu hai mansoob is fasaane se~

Bhai,, Wahhh,,, BUhat achey hain tamam ashaar... "Ashk-e-Rawan" **
**mager yeh is qader gumnami ki kia wajeh hai khair????


ab yeh na kijiye ga,,
Hum ne pocha yeh taghaful kab tak
Muskuratey hoye boley ke sawal acha hai

Re: ~Tu hai mansoob is fasaane se~

buhut khoob :)

Re: ~Tu hai mansoob is fasaane se~

very nice thanks for sharing :k:

Re: ~Tu hai mansoob is fasaane se~

Very nice :k:

Re: ~Tu hai mansoob is fasaane se~

very nice!

Re: ~Tu hai mansoob is fasaane se~

bohut zaabardast