Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera

Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jaana Tera,
Aise Aane Se To Behtar Tha Na Aana Tera,

Apne Dilko Bhi Bataun Na Thikana Tera,
Sab Ne Jaana Jo Pata Ek Na Jaana Tera,

Tu Jo Aye Zulf Pareshan Raha Karti Hai,
Kiske Ujde Hue Dil Mein Hai Thikana Tera,

Ye Samajh Kar Tujhe Aye Maut Laga Rakha Hai
Kaam Aata Hai Bure Waqt Mein Aana Tera,

Apni Aankhon Mein Bhi Kaundh Gayi Bijli Si,
Hum Na Samjhe Ke Ye Aana Hai Ke Jaana Tera,

Mujhko Yun Wo Mitate Hai Ye Farmaate Hai,
Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera…

Re: Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera

:(

Re: Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera

:teary3:

dont b :hugz:

Re: Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera

:crying:

rona band

Re: Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera

Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera

Mujhko Yun Wo Mitate Hai Ye Farmaate Hai,
Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera…

Naam badal le :hmmm:

Re: Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera

matlab Mrs bun ja :) shadi ke baad naam change ho jata hai laRki ka.. Mrs falan

Ohh,lol :D

Re: Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera

please matt royen

:cryb:

Re: Tu Badal Daal Hua Naam Purana Tera

buhat khub :k: