Tt

main nay aik sahib say poochaa kay yar yeh joo pistol (yani kay chooti si bandooq) hooti hay jissay TT kehtay haiN tu iss ka matlab kiyaa hoota hay
FarmaanaY lagay kay yeh hay asal main TILASHANTOFF yani kay Kilashnikov ki chooti behn :smack:

waisay btw is it true ?? :confused:

Re: Tt

nahi bahi, hum nahi jaantey.. :slight_smile:

HAHAH TILASHANTOFF
kise badmash say puchna paray ga TT k baray main

Re: Re: Tt

kiyooN :hoonh:
itnee BaRree hoo gai hoo yeh bhi nahiN maloom :smash:

nahin yar - mujhay bhi nahiN maloom :smokin:

it represents the background music tan tanaaaN tah tah tah :devil:

:halo: hamaray eik Uncle hotay they .. tariq hum hunn ko TT kahatay they .:halo:

yani unn ka poora naam TILASHANTOFF thaa ?? :confused:

Tarique Tahir (TT) :smiley:

waisay its Thirty Two 32 :bummer:

Take That:bummer:

ThhaiEn ThaaieN :2guns: