Ham nay to un say baray adab say poocha, kiyonkay wo mohtarma wo wala hisab kar rahi theeN kay aik to chori upar say seena zori, aur phir kon bardaasht karta hai aisi baat.
Aap ki shohrat kay liye ham haazir haiN, infact I will talk to Azkar so we can run a special SQL query which will alter all the usernames in the DB and add a TLK prefix to them. So har nick aisa ho ga… TLK-Ehsan , TLK-X2, TLK-AQ , TLK-Aisha-IN-Dubai and so on…
Let me know if you want this.