Salam . . . .
ajj boOohat masti ka din guzra humhara , aj humnay apnay aik doost ko ullo bana dalaa jo sahab boltay tha kay i dont like friendship with girls humnay un ke ajj bhari mahfil mazak uraa deyah . . . .
so story yah hai kay hum 5 doosto nay aik new SIM lee or us SIM say humnay apnay doost ko larki ke awaz mai thora pagal banayeah . . . . . . ALI jo humharaY ACHAY doosto mai shomar hotay hai , un sahab ke awaz larkiyo say milte hoie hai , un sahab kay oper sab credit jata hai , woh 3 din tak larki ban kar humharay doost AFZAL ko pagal banatay rahay . . . or ajj un ko MC DONALD bola leyah , woh sahab humharay sath raat ko bethay howay tha kay kay un ko call aie jo kay humharay doost ALI nay ke jo us waqat humharay sath nahi tha magar hum ko pata tha kay un ke he call hai . . . so unho nay AFZAL ko MC donald mai anay ke dawat de .l . . . . . or woh bhi 30 min mai . . . . . so AFZAL sahab humhari gathering ko yah bol kar uthay kay un ko ami ke call hai or un ko jana hai aik kam say . . .. so woh chalay gaie . . . waha ALI sahab MC DONALD mai bethay howay un ka intazar kar rahay tha woh bhi BURQAY mai . . . . jis mai un ka chera nazar nahi aaraha tha . . . . . bus phir kia howa woh waha gaie or hum un kay peechay chalay gaie . . . . . . woh 10 min tak MC DONALD mai bethay ALI say baat kartay rahay or hum waha jaa kar ALI ka burqa utha kar Afzal sahab par jo hansay hai kay poray MC DONALD mai jo public bathi hoie thi sab hans rahe thi
ap andaza nahi laga saktay kay woh kitna sharminda howay kay abhi tak woh ghar par hai or ghar say bahar nahi nekal rahay ![]()
its such a memorable day for me nah ![]()
agar app or apkay doosto nay kabhi koie mazak kara ho doost kay sath so plz share here with us ![]()
shukreyah ![]()