kuch din phallay kuch larkay Kalaam gaay thay. ik dosray ke pic lay rahay thay. ik dam say ya churail nikla ayee.. ya jo pic main larka hai.ab vo is dunyaa main nahin raha cuz ya usee waqat maar gaya tha aur jes nay pic lee vo bayhosh ho gaya tha
churail tu bari cute hai ! :Pretty:
Larkey ki mout ka sun kar dukh hua allah us ko janat main jaga de. Our us ke dost ko sabar ata karey jis ney photoshop main itni mehat se tasweer banai.
yaar ullu bhai, meney suna tha churail k paaon bhi hotey hain, woh bhi peechey ki taraf murrey huey iskey tou pair hi nahi aur yeh tou masoom si churail lagg rahi hai uskey lambey baal :love: