Re: Travel out of town on Eid?
yaaraa, she lives in Canada…shaadii se pahle hamaaraa milnaa julnaa BAN huaa waa hai! magar, chhup chhupaa kar to mil hii lete haiN!
officially, abhii ghar par nahiiN aa saktii! merii family kaa yeh lagaayaa huaa BAN nahiiN hai bal k unke mata pita kaa lagaayaa huaa hai!
puraane Khayaalaat ke log! ![]()