Translating urdu proverbs into english

Re: Translating urdu proverbs into english

**yeh gold bracelet kahan se aa gayaa? kangan to kangan us meN gold honaa zaroorii to nahiiN :smiley: :cb:

aur, aarsii ka matlab glass bangles to nahiiN hotaa!..aarsii ka matlab hotaa hai “aaiina” :slight_smile: :D****

aur pooraa moHaavarah hai:

**haath lage kangan ko aarsii kia aur paRhe likhe ko faarsii kia :cb: