Re: traditional attire versus uniform
drama nahi hay, its some famous joke…
poora yaad nahi, kuch esa hay k jesay jesay mosam badalta hay malbari ka libas bhi tabeel hota hay, march/april main dhooti takhnoon say kuch ooper jati hay, june main ghutnoon tak, aur july main malbari ko dekhna mana hay
ab q k july aanay wala hay, is liye time to enforce the law!