jub sitf mullaon ko ilzam dia jay ga to phir altaf ka ziker e khair bhi aaye ga :cobra:
aik lathi say jub sub ko nahin hanka jay ga to sawal sub k zahnon mein ubhrain gaiay.
ager fazul rehman cancer hey to Altaf AIDS hay.
Jis din sub dahshat gardoon ka woh khawah TTP, SSP, LEK, Simpah e muhammadi, ISO, MQM, PPP, ANP, PML N k bila imtiaz saza milay gi to mein bhi kahoon ga fazul rehman ghalat hay warnah jiss tarah yeh sub theek hain to woh bhi thee hay