Hay ajeeb dil ke halat her shay hoe paraaie
Meray dil main busnay walay teri yad phir say aayeTujhay dhoondti hain nazrain tujhay kis jaga main paon
Bardi lumbi ye judaie tou nay bay subub banaieParday saaray rung pheekay teri baywafaiyon say
Main jahan jahan say guzra hoe meri jug hunsaieMeri preet tou nay looti mera chain tou nay cheena
Tujhay raas kyun na aaie barson ke aashnaieTujhay aasman bunaya main nay apni zindagi ka
Mujhay kya pata tha hogi teray dil main baywafaieJo saza main nay daidi teri aarzo main khud ko
Meray khawb saaray tootay mujhay niend tak na aaieMain jal k raakh gar hon tou nehi hay iska zaamin
Mujhay jug nay mar dala main nay aag khud lagaieYe bharam bhe aaj toota teri dosti ka shaukat
Tou nay khud he ke mohabat tau saza bhe tou nay paaie
Re: Tou nay khud he ke mohabat tau saza bhe tou nay paaie
mein ja raha hon…itna lamba nahi paRhna mujhe ![]()
Re: Tou nay khud he ke mohabat tau saza bhe tou nay paaie
:k:
Re: Tou nay khud he ke mohabat tau saza bhe tou nay paaie
kitny arse baad kia hy perh len
roz tasweron waly kerti hun na aik aik shair ![]()
Re: Tou nay khud he ke mohabat tau saza bhe tou nay paaie
very nice :k:
Re: Tou nay khud he ke mohabat tau saza bhe tou nay paaie
jhut:cb:
Re: Tou nay khud he ke mohabat tau saza bhe tou nay paaie
behtar hai k aap wohi kia karein