Tou nay daikha hay
kabhi Chaand pah Bahta howa Paani ?
Main nay daikha hay
Yah Manzar uss kay Rukhsar par Aksar
:cobra:
Restored attachments:
Tou nay daikha hay
kabhi Chaand pah Bahta howa Paani ?
Main nay daikha hay
Yah Manzar uss kay Rukhsar par Aksar
:cobra:
Restored attachments:
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
Nice........
Koe hal bhi nikala masaly ka? ya sirf daihkty hi rahy?
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
![]()
mujhay rotti hoi larkiyaan achi lagti hain :cobra:
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
hahahahaha, yeah be theek hy…
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
Aap ke under parvati bhabi ki aatma to nahi chali gai?
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
![]()
Aur aap kay andar Faris Bhai key rooh to naheen aa gai ![]()
waisay yah koun hay parvati bhabhi
main nay kuch stories to sunni hain aik bhabhi kay baray main leekan umeed hay aap unn sites par naheen gaiay hoon gaiay ![]()
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
nahin ye star plus ki bhabi ki baat ho rahi hai… jiia’s favorite ![]()
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
yaar yah Shumaila bhabhi koun hay
mairay muhallay kay bachay chair rahay hotay hain aik dosray ko yah kah kar kay Ghumaila Bhabhi :cobra:
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
Pata nahin ye aap ke muhallae ka internal muamla lag raha hai :@:
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
naheen yah international bhabhi hay koi :p main kal pata karoon ga iss ka ;)
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
Saturday night.. Sannan Shumaila fight ![]()
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
:nono:
mairi liye sari nights Saturday nights hain ![]()
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
Naram gulabi sham hai.. tara rama pap rampa.... subh kuch tere naam hai.. tara rama pap rampa. Ye mujh pe ilzam hai... tara rama pap rampa.
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
HAQUQE NASWAN KI ALAMBARDAR TANZEMO
SANNAN KE KHILAF JALUS NIKALO
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
Aap ye shikayat life1 main kar len.. wahan aap ko aisi boht public mile gi jo aap ki iksha ka paalan kar sake. :)
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
Wah, wah wah, absolutely ![]()
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
mujy vahan hane ka koe shoq nahi boring
mi to chah rahi hun SANNAN ke shadi se pehly bal nikal jaen ![]()
shadi wali din ke baad kon rota hi:cb:
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
ye kis ko daad ji rahi hai. ![]()
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
Jiia Malik GS key nazneenoon say khitab kartay josh main aa gai ![]()
Re: ~♥~ Tou nay Daikha hay ~♥~
kia jiia Malik hai?
malik to aiwaan bhi hote hain? Aur aiwaan apne aap ko Ameer Hamza ki aulad batate hain ![]()