Aik darakht per aik tota(parrot) beth.ta tha
nechay raastay say roz aik aadmi guzerta ..to tota uss ko galiyan deta..
aadmi nay totay ke Maalik say shikayat ki.. ke tumhara tota rozz mujhay galiyan deta hay
Maalik nay maafi mangi..aur kaha ab tota apko gali nahi dega..
doosray din aadmi raastay say guzra..to totay nay usay gali na di
kuch door jaa ke aadmi nay murr ke oper darakhtt per totay ko dekha..
tu tota hans ke aadmi ko kehta..
“Samajh Te Tu Gaya Howain Ga”
rajey
3
Re: Tota..
:)
Hum intzaar hi kar rahay thay... kaun us totay ka kaha samazh jaata hai... and you holy moly....
Amal
4
Re: Tota..
Why you stopped in the middle of the joke? Aagey kya huwa? :khums:
Re: Tota..
same isi tarah ka ek aur joke tha but us main mailk totay ko saza seta hai pani main dabo ker.....hmm i think yeh joke na mukamal hai ya aise hi hai.