........

Hum kissi sey na milay tujh sey mulakaat kay baad
Dil main utri na koi zaat teri zaat kay baad
Path-jhur, sawun, rut basunt sub hi beetay jaayin
Hum ko koi mosum na bhaaye teray jaaney kay baad….

Beautiful.... thanks for sharing...

:k::k:

Re: …

bhut khoobbb :k:

Buhat Khoob:k:

Re: …

Lovely ***** Vivacious *****:k:

Very good.

I wish i knew how to reply shair with a shair :(

Very Nice Viva :-)

Re: ........

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
Hum kissi sey na milay tujh sey mulakaat kay baad
Dil main utri na koi zaat teri zaat kay baad
Path-jhur, sawun, rut basunt sub hi beetay jaayin
Hum ko koi mosum na bhaaye teray jaaney kay baad….
[/QUOTE]
Wah...kia kehnay..

Thanx Alot.. ^ :)

Re: ........

wah wah

matching the mood of your post, let me dare sending few ishaars on this

bikhar kay reh gaya saara nizam hasti ka
tamaam umar rahay ashq baar tayray baad

yeh jaan kar bhi kay too ghayr ki amanat hay
hoa hay zikar tayra kae bar tayray baad

hadood-o-fan main kae SHAAD zaweyay badlay
bana sakay na koe shahkar tayray baad