[thumb=A]hdmmatric.JPG[/thumb]
Phajje bhai, kia purani cupboard ki safai ho rahi hai. BTW when r u leavin
[QUOTE]
*Originally posted by Moonstar201: *
Phajje bhai, kia purani cupboard ki safai ho rahi hai. BTW when r u leavin
[/QUOTE]
zindagi maut Khuda kay haath main hay mairaay bachhay :)
Insaan koo yeh nahin maloom kay aglee saans aaey gi ya nahin
phir main kaisay keh doon kay when I AM LEAVING ?
:p
is that you Phajja Bhayee!!!
… U were Skinny! ![]()
kiyoon tumhain mairaa broast bana kar khanaa thaa kaki ?? ![]()
lolz
[QUOTE]
*Originally posted by phajjaa nanbai: *
zindagi maut Khuda kay haath main hay mairaay bachhay :)
Insaan koo yeh nahin maloom kay aglee saans aaey gi ya nahin
phir main kaisay keh doon kay when I AM LEAVING ?
:p
[/QUOTE]
Rite . Waise I mean keh paksitan par se bojh kab kum kar rahe hain
How it is
Ya kesi he, mujko to bohoot pasand he
[thumb=A]sbmk.JPG[/thumb]
[QUOTE]
*Originally posted by Moonstar201: *
Rite . Waise I mean keh paksitan par se bojh kab kum kar rahe hain
[/QUOTE]
Yaar or kitna bojh kaam karo ge, wasehi etna kaam hogaya he, ab to tum jab wahan se yahan aoooge tab hi kuch orr kaam hoga.
:)
nice pics :k:
phajja bahi! aap bohat Shareef lag rahey hain ![]()
mashallah..nice yar! :k:
cheetay ho gaey…hena? ![]()
woo jesa mera jiger kehta hay
best hi hoa gia hay yar
Phajjey bhai kioon bhabi ko jullaney ki batein kertey hoo yar :p
Re: How it is
![]()
mujhay bhi achhi lag rahi hay yeh walee pic ![]()
oye khanu - me no cheetaa sheetaa - me bachhaa-e-insaan
yeh pic kitne hazar saal purani hogi phaja paji:p
:)
cute
wasay kitnay saal purani ha :p
nikki and JL ![]()
zahir hay ab main bachhaa tu nahin hoon na yar ![]()
ziyada purani nahin hay - primary school ki hay
yeh pic post karnay ka purpose yeh hay kay subb loogon koo yaqeen aa jaaey kay main nay primary tak definitely taleem hasil ki hay
![]()
P.S
aur haaan nikki
cute kehnay kaa shukriyaa ![]()
lakin is se tou sirf ye sabit hua k app skool gyay thay lakin yeh tou nahi k app ne waha taleem hasil ki:p, aar ki hoti tou ajj phaja nanbai walay ki jaga kisi 5 star resturant k owner hotay:)
mairaay bachhay ,
mairaay chandaa ,
mairaay laaal mairaay peelay ![]()
agar sirf nick say hi personality judge karnay ki hoo rahi hay tu tumhain central jail main phanseee ghaaat par hoona chahiyaay thaa ![]()
bachpan ki pics mein to massoom farishtey lag rahey haein abb aisi kia beet gai key ........