...........

kisi k lafzo s na kar mery kirdar ka faisla …
tera wajood mit jaye ga meri haqqeeqat dhondhty dhondty

Re: ...........

waddi aai Mata Hari

Re: ...........

ho haye hahah bhai baaz ajyen appp

Re: ...........

wah kia attitude hay

Re: ...........

hmm

Re: ...........

sher kii donoN TaaNgeN baraabar kiuN nahiiN haiN...sher langRaa hai kia? :p

Re: ...........

hein matlab

Re: ...........

matlab she'r ke donoN misr'e baraabar nahiiN hai matlab Khaarij az bahr hai! :)

Re: ...........

koi baat nahi na kabi kabi aisa b hota hai mai ny kon sa khud likha mai ny b copy kiya:P

Re: ...........


matbal, ilzaam kisii aur ke sar pe Daal diyaa! :( jis tarHa se thoRii sii tire saath kaTii hai baaqii bhii usii tarHaa guzar jaaye to achchhaa! duniyaa kii nigaahoN meN buraa kia hai, bhalaa kia hai yeh bojh agar sar se utar jaaye to achchhaa! vaise to tumhiiN ne mujhe barbaad kiyaa hai ilzaam kisii aur ke sar jaaye to achchhaa!

Re: …

wah. :k:

Re: ...........

ty:)

Re: ...........

jab chahne waale hi na rahein ge
to tera jeena kis kaam ka