Re: لڑکیاں بڑی عجیب ہوتی ہیں
haN, vo bhii! har PAHLI taareeKh ko miyaaN ke baTwe pe nazar hotii hai aur dusre hii din Khaali kar detii haiN…aise hii to bechaare laRke GHAREEB ho jaate haiN!
'ajeeb laRkiyaaN Ghareeb kartii haiN laRkoN ko…vo bhii kis naaz o andaaz se k haaye tauba hai! ![]()