Humen ne tarak e taluq me pehal ki k faraz,
Wo chahta tha magar hosala na tha us ka.
Wo kia chahta tha tarqe taaluq ya sath?
Re: ....
ye to Mufti Muneeb ka bhi dada nikla.. Ilan karne ka hosla nahin tha
Re: ....
Wo kia chahta tha tarqe taaluq ya sath?
tum kion tension leti hoo nani si larki nanhay say brain k sath...faraz ka masla hai woo janay us ka mahboob janay ;)
Re: ....
Shaer ko kaise pata wo chahta tha ya nai ? Ho sakta hai misinderstanding ho ?
Re: ....
ye to Mufti Muneeb ka bhi dada nikla.. Ilan karne ka hosla nahin tha
Kindly Mufti Muneed Sb ko Altaf hussain ki tarhan treat na karain...you dont know agar woo aik ghalat ilaan karay ga tu kitnay muslims ka gunnah us k kandhay pay jaye ga, us ko is cheez ka ziada ahsaas hai, so please
thanks
Dramay baaz hy

to Mufti sahib bhi Popalzai ke sath eye to eye khelna band kar ke ilan kare na
Re: ....
Shaer ko kaise pata wo chahta tha ya nai ? Ho sakta hai misinderstanding ho ?
aap sahee keh rahi hain
Re: …
![]()
Re: ....
to Mufti sahib bhi Popalzai ke sath eye to eye khelna band kar ke ilan kare na
Mufti sb popalzai k muqablay may ziada qabl-e-ahtaram or mustanid hain coz un pay yeh zima dari government ki taraf say daali gaye hai. how ever mera kaam samjhana thaa, behas tu bohat ki ja sakti hai...even Pakistan may 3 eidain bhi ho chuki hain
Re: …
Inn mamlon mai dramaybazi nai chalti :no:
Re: …
agar samjh jati tu.
Re: ....
Mufti sb popalzai k muqablay may ziada qabl-e-ahtaram or mustanid hain coz un pay yeh zima dari government ki taraf say daali gaye hai. how ever mera kaam samjhana thaa, behas tu bohat ki ja sakti hai...even Pakistan may 3 eidain bhi ho chuki hain
pehla roza Jumeraat ko hoga... Ilan baqi hai
Re: …
bilkul miss understanding…easy way to escape.
Re: …
Aur kya samajhne ko hai ?![]()
Re: ....
Dramay baaz hy
ji bilkul Shakespeare sb nay dunia ko stage or insano ko dramay baaz he karar diya hai
Re: ....
bilkul miss understanding....easy way to escape.
Dramaybazi is easy way ?
Re: …
kuch bhi nahi sab tu aap samjh jati hain
Re: ....
Dramaybazi is easy way ?
nai misunderstanding keh dena