یہ زندگی کبھی تو کھائے گی مات مجھ سے

Re: یہ زندگی کبھی تو کھائے گی مات مجھ سے

subHaan Allah…ek murass’a aur kaamil Ghazal ke liye dili mubaarakbaadiyaaN…go k Ghazal taveel hai magar aapne har she’r ke saath insaaf karte huye 'aala Khayaalaat pesh kiye…zabaan o bayaan nihaayat umda hai…mujhe har she’r bahot pasand aayaa…

…ek baar phir se mubaarakbaad pesh kartaa huN gar qubool uftaad! :slight_smile:

keep it up, biraadaram! :slight_smile: