.........

Mujhe phir tabah ker, mujhe phir rula ja..
Sitam kerne wale kahin se to aja…

Re: .........

:(

Re: .........

zulm karwanay ka itna hee shauq hai toh Zardari kay paksitna mein eik week reh aao, sub kuch mil jaye ga.

Re: …

bohat ala :k:
Samajh main na aaye ye kia maamla hai
tujhe paa k dil main ye khali sa kia hai

Re: …

:emmy: koi moqa hath na jane dejiya ga zakhmon pe namak chiRakne ka. kia fakhira Batool ke bad, Zubaida Aapa ko follow kar rahe hain

Re: …

nice sharing aik do teen chaar pacnch che saat aath
no das bas ab paracetamol bhi la k do:emmy:
naam rakha hy hame saza di hy

Re: …

you can call her ginti

Re: .........

aapne bulaayaa aur ham chale aaye
chaaploosii hatheli par le aaye, re!

aa gayaa, aa gayaa...**"Target Sitamgar" **aa gayaa! bataao meraa target kidhar hai? :D

Re: .........

poetry me to kuch orr hona chaiay
sochen ginti ka koe adabi lafz

Re: …

hayeee :hayaa: itna shauq aziiyat mai rehne ka :bummer:

Re: …

hey…tht was the name me n pktun gave…or come to think of it…shayad pktun came up with tht name :hmmm:

Re: …

:hehe: ja rahi hoon pak fikar not :hehe:

thank u

:smiley: yehi to maza hai

:bummer:

kisi ne nahi bulaya tha:@:

Allah khair karay :hayaa:

main to pehle hi interested nahi thi poetry main :frowning:

Re: …

tume maza hy hame saza hy:emmy: