.
Re: مَیں آپ اپنا جواب… اور آپ اپنی نظیر
Khud apne shehr main tanha, khud apne ghar main faqeer..
Shayar shadi shuda lagta hai ![]()
Re: مَیں آپ اپنا جواب… اور آپ اپنی نظیر
matlb aap b sannan ki terha shadi na karne ka erada rakhte hain ![]()
Re: مَیں آپ اپنا جواب… اور آپ اپنی نظیر
Acha Sannan ka ye khayal hai… per maine kawara nahin marna :nono:
Re: مَیں آپ اپنا جواب… اور آپ اپنی نظیر
matlb aap ne 40-50 k baad kai shadi karni hay ![]()
Re: مَیں آپ اپنا جواب… اور آپ اپنی نظیر
khud apnay ghar main faqeer :hinna:
yah to mujh par kah dia sher ![]()
Re: مَیں آپ اپنا جواب.................. اور آپ اپنی نظیر
matlb aap ne 40-50 k baad kai shadi karni hay :@:
Nahin.. lekin shadi ke baad banda khud ba khud 40-50 ka ho jata hai :@:
Re: مَیں آپ اپنا جواب… اور آپ اپنی نظیر
Sahkal say kah aqal say ![]()
Waisay aqal to maari he jati hay
![]()
Re: مَیں آپ اپنا جواب.................. اور آپ اپنی نظیر
Nahin.. lekin shadi ke baad banda khud ba khud 40-50 ka ho jata hai :@:
aap tu shadi se pehle hi down hain shadi k baad aap ka kaya haal ho ga :@:
Re: مَیں آپ اپنا جواب… اور آپ اپنی نظیر
Main samjha nahin.. main down nahin ;down to earth’ hoon, kia shadi ke bad aadmi upside sown ho jata hai ![]()
Re: مَیں آپ اپنا جواب.................. اور آپ اپنی نظیر
ye tu bande bande pe depend karta hay k wo kaya ho jata hay shadi k baad :@: