غزل - چاہتوں کا گلاب ہو جاؤ

Re: غزل - چاہتوں کا گلاب ہو جاؤ

Aap ka bohat shukria Shazia sahiba!
Laguage se aap ki keya murad hae?.. keya yeh ghazal Urdu meiN naheeN hae?
Ya aap font size ki baat ker rahi heiN?
agar font ka mase’la hae to baat yeh k font size baRa kernay ka OPTION mujhay to naheeN mila, dooserat yeh k image attach kernay ki bhi sahoolet naheeN hae,
agar hae mujhay uss ka tareqa bataaiay ta k aap ko aainda paRhnay meiN dushwari na ho.