**شاہین فصیح ربانی
غزل
ہر طرف سایہء انا ہے ابھی
اپنی پہچان مسئلہ ہے ابھی
غمِ ہجراں کا سامنا ہے ابھی
جانے قسمت میں اور کیا ہے ابھی
مجھ کو بھی اور مانگنا ہے ابھی
اُسکے ہونٹوں پہ بھی دعا ہے ابھی
اُس کے ہمراہ جاگنا ہو گا
یاد کا دیپ جل رہا ہے ابھی
رہبرو؛ حوصلے جواں رکھّو
دور منزل سے قافلہ ہے ابھی
جانے کب تک سفر میں رہنا ہے
عقل اور دل میں فاصلہ ہے ابھی
وہی خاموش زندگی ہے فصیح
وہی خاموش راستہ ہے ابھی**
**GHAZAL
har t^araf saya e anaa hae abhi
apni pehchan mas’ala hae abhi
gham e hijraN ka samna hae abhi** **
janay qismat meiN aur keya hae abhi
mujh ko kuchh aur maNgna hae abhi
us ke hoNToN pe bhi duaa hae abhi
us ke hamraah jagna ho ga
yaad ka deep jal raha hae abhi
rehbaro! HoSilae jawaN rakhkho
door manzil se qafila hae abhi
jaane kab tak safar meiN rehna hae
'aql aur dil meiN faSila hae abhi
wohi khamosh zindagi hae FaSeeH** **
wohi khamosh raasta hae abh**i