bohat khoob yaar... specially
Tayree Ruswai Kay Dar Say
Laboo'n Ko See Liya Warna
Taray Shaher e Munafiq Kii
Main Bunyaadain Hilaa Dayta
on this note I'll mention a stanza from one of the gazal's sung by Ghulam Ali
Parda jo hata doo cheray say,
Tujhe log kahay gay harjai
Majboor hoo main dil kay haatho
Manzoor nahi tere ruswai
Socha hai k apnay honto par main chupki mohar laga loo ga
Main tere sulagti yaado say ab is dil ko behla loo ga
Bohat khoob yaar..