****>------------------->*****

^
^^^^^^^^^^^

Kahaa’n Mumkin Tha Main Dil Say
Tayree Yaadai’n Mitta Daytaa
Bhala Kaysay Main Jeeta
Gar Tujh Ko Bhulaa Daytaa

Tayree Ruswai Kay Dar Say
Laboo’n Ko See Liya Warna
Taray Shaher e Munafiq Kii
Main Bunyaadain Hilaa Dayta

Kiyaa Tark e Wafaa Uss Nay
Tou Hogee Uss Ki Majbooree
JIsayBarsoo’n Dua Dee Thee
Ussay Kiya Bad’duaa Daytaa

Khabar Hoti Agar Mujhko
Nahee’n Hay WOH Muqad’dar Main
Ussee Lamhay Main Hathhoo’n Ki
Lakeeroo’n Ko Mittaaa Daytaa

=====================


Re: *>------------------->**

Buhat khoob Khan :-d

Re: *>------------------->**

Khabar Hoti Agar Mujhko
Nahee'n Hay WOH Muqad'dar Main
Ussee Lamhay Main Hathhoo'n Ki
Lakeeroo'n Ko Mittaaa Daytaa

pee^k ye haal hia tu bus :D nice sharing :)

marvellous…:k:

khana… bohot khoob…:blush:

Regards…

Re: >------------------->*

wah wahhhh…
bohot khoob :k:

Re: >------------------->*

bouhat khoob :k:

Niceeeee :k:

Re: *>------------------->**

Khabar Hoti Agar Mujhko
Nahee'n Hay WOH Muqad'dar Main
Ussee Lamhay Main Hathhoo'n Ki
Lakeeroo'n Ko Mittaaa Daytaa

bohat khoobsurat Laala :)

Thanx Gul :~)

Yahi Haal Hay Bas :bummer:

Thanc Ji :blush:

Thanx Sheal :~)

dayraa Manana :~)

Thanx Shabbo :~)

Thanx PK786 :~)

wah wah..very very gud...baar baar padne ko dil karta hai..

Re: *>------------------->**

Very nice khan...

Yaad kar lain na sub uthay say pehlay aur raat sonay ke baad zarur parhna...:)

bohat khoob yaar... specially

Tayree Ruswai Kay Dar Say
Laboo'n Ko See Liya Warna
Taray Shaher e Munafiq Kii
Main Bunyaadain Hilaa Dayta

on this note I'll mention a stanza from one of the gazal's sung by Ghulam Ali

Parda jo hata doo cheray say,
Tujhe log kahay gay harjai
Majboor hoo main dil kay haatho
Manzoor nahi tere ruswai

Socha hai k apnay honto par main chupki mohar laga loo ga
Main tere sulagti yaado say ab is dil ko behla loo ga

Bohat khoob yaar..


Tou Parrhtee Rahain .... kis Nay Mana Kiya Hay ... Thanx 4 da comments :~)


Thanx Ahmi Pra :~)


Thankew Janab :~)

Re: *>------------------->**

to padhe jah rahe hai hum...manna bhi hota to padhte rehte...


Buhat Achchay :~)

Re: >------------------->*

simply beautiful :clap:

Re: *>------------------->**

Khabar Hoti Agar Mujhko
Nahee'n Hay WOH Muqad'dar Main
Ussee Lamhay Main Hathhoo'n Ki
Lakeeroo'n Ko Mittaaa Daytaa

Nice one thanx for sharing

Re: *>------------------->**

Buhat achi jeee

Thanx BL :~)

Thanx Saqi … :~)

Thanx Jee :~)