=====================

Jab seena Gham se bojhal ho aur yaad kisi ki aati ho
Tum kamry ma band ho jana aur chupky chupky Ro Lena.

Jab aankhain bheegi ho jaain aur yaad ma meri bhar aain
Phir khud ko dhoka mat dena aur chupky chupky Ro Lena.

Jab palkain karab se moondi ho aur sab samjhe tum soty ho
Tum Munh pe takia rakh lena aur chupky chupky Ro Lena.

Ye dunia Zaalim dunia ha ye baat bohat phelaay gi
tum sab k saamny chup rehna aur chupky chupky Ro Lena

Jab Baarish Chehra dho Daly aur ashak bhi boondain lagty ho
Wo moqaa har giz mat khona aur chupky chupky Ro Lena

====================

Re: =====================

nice 1 :)

Re: =====================

gud !