:-)

Re: :-)

gee bulkum baja fermaya aap ney
Kabhi kisi ko muqammal jahaaN nahiN milta
Kabhi Chaddi milti hain to banyan nahi milta

Re: :-)


Yaani kay Invisible tareeqay say :-P

Re: :-)

Bilkul sahi pehchaana.. ;-)

Re: :-)

^hum Pahchannay main kabhi ghalati naheen kartay :-p

Re: :-)

Dikhai diay yoon, kay bay khud kia
Hamain aap say bhi juda kar chalay
abhi Sajda Karte Hi Sarse Gayi
Haq-E-Bandigi Hum Ada Kar Chale

Parastish Kiya Tak Ke Aye But Tujhe
Nazar Mein Saboki Khuda Kar Gaye

Bahut Arzoo Thi Gali Ki Tere
So Ya Se Lahoo Mein Naha Kar Chale

Fakirana Ae Sada Kar Chale
Miya Khush Raho Hum Dua Kar Chale

Jo Tujh Bin Na Jeene Ka Kehte Hum
So Us Ahad Ko Ab Wafa Kar Chale

Koi Na Umeed Na Karte Nigahein
So Tum Humse Munh Bhi Chhupa Kar Chale

:-)

Re: :-)

Tann sey tann ka milan ho na paaya to kya
Mann sey mann ka milan koi kam to nahiN
Khushboo aati rahey door hi sey sahi
saamney ho chaman koi kam to nahiN
Chaand milta nahiN sabko sansaar meiN
Hai diya hi bahut roshni key liye

Kitni hasrat sey takti haiN kaliyaN tumheiN
KyuN bahaaroN ko phirsey bulaatey nahiN
Ek dunya ujaR hi gayi hai to kya
Doosra tum jahaaN kyuN basaatey nahiN
Dil na chaahey bhi to saath sansaar key
Chalna paRta hai sabki khushi key liye

:-)

Re: :slight_smile:

Waqa’e hi? Kabhi galti nahiN kartey? :halo:

Re: :slight_smile:

:wave: aap kee duaaoN saY Jee rahai haiN :slight_smile:

JahaaN rahaiN khush rahaiN.. haaN likhaY huaY lafzon ko naa miTaaiye gaa, lafz naaraaz ho jaataY haiN :wink:

Re: :-)

sahi kaha , chalna parhta hay sab ki khushi k liay, agar yeh baat sab hi samjh jain, to kabhi kisi ko apni khushi ko kisi doosray ki khushi k liay qurbaan nai karni paryagi :s... lekin shayad aisa ho nai sakta , q k jannat aur zameen main kuch to farq zaroor hay... :s ...but its like living in a fake world, ... :s khair... its part of seven stages of man's life, its full of drma and action :-p... wahan hoorain jo hongi ;-)