Re: ![]()
hey KN
where have you been???
Re: ![]()
hey KN
where have you been???
Re: ![]()
**koiDost:- **Adaab.. Kaisey haiN aap? MaiN kahiN ghayb nahiN thi.. bas idher udhar hi hoti hooN⦠![]()
**ImranQ:- **Phool ko sambhaalna jaantey to kaaNTa na chubhta na..
Rapunzle aapko mashwara dey rahi haiN, uspey gaur farmayiye ab.. ![]()
**Decent^Munda:- **Thank you for welcoming me back⦠altough I was not really gone either⦠![]()
**Dada Abbaa:- **Aap khudh hi lajawaab haiN, to bhalaa maiN aapko lajawaab kaisey kar sakti hooN? Bouncer wouncer maarna merey nature meiN nahiN hai, aapko kisi aur ka laga hoga :-p
**Maheen:- **Hey
MaiN kahiN nahiN gayi thi⦠have been around⦠Howās everything going at the other side of the Northsea? ![]()
Re: :-)
**Dada Abbaa:- **Aap khudh hi lajawaab haiN, to bhalaa maiN aapko lajawaab kaisey kar sakti hooN? Bouncer wouncer maarna merey nature meiN nahiN hai, aapko kisi aur ka laga hoga :-p ...
It usually doesn't happe when I take a long time before saying anything, completely clueless what to write :s
Its been long reading a class ghazal from you! should I be expecting some thing new from yur diary ? ok, thanks and np, take few dyas :-)
Kisi aur ka bouncer nai laga, aap ka hi laga hay jinaab :-p
Re: :-)
:)
Re: :-)
ooppss sorry wrong thread...
yeh seeedhi wali smiley nikli :D
Re: :-)
Anwaar,
did u see her new nazam posted in Poetry? check it :-)
Re: ![]()
:halo:
Re: ![]()
dada abba:frusty2: abb AQ ka naam zaroor likhna thaa?? I went all the way down to poet section to read that ghazal and now u realized u were directing at AQ ![]()
I like this verse ![]()
Bilaa jawaaz hum ulajhtey rahey kaaNToN sey
Banaa dey koi wajah shaam suhaani shayad
Insaaaaaaaaaaaaaannnooooooooooo ![]()
Re: :-)
sholi but ... no off topic in this real nice thread plz :-(
Re: ![]()
ji online koine nhai hey app ![]()
Re: ![]()
it doesnt ryhme ![]()
![]()
its beautiful.. "![]()
Re: :-)
Khiltay hain gull yahan, Khill kay bikharnay ko
Miltay hain dil yahan, Mil kay bicharnay ko
Re: :-)
kiya dukhi dukhi bateiN kar raheiN hain dada abba :(
Re: :-)
Mohabbat kaY liYe dil DhooNdh koi TooT-nay walaa
Yeh woh Me'Y hai jissaY rakhtaY haiN Naazuk AabgeenoN maiN
Re: :-)
Sheeshay kay gharoN main daikho to, Pathar dil waalay bastay hain
Jo piaar ko khail samjhtay hain, aur torh kay dil ko hanstay hain
Re: ![]()
Dada Abbaa:- Khudh hi sawaal kiya aur khudh hi jawaab bhi dey diya.. waah! :-p Filhaal to maiN kuch bhi nahiN likhney waali⦠time nahiN hai apun key paas :-p Oh and which new nazām did I post in poetry? ![]()
Anwaar:- Long time.. no? Kaisey haiN? ![]()
evilmastermind:- Koi baat nahiN, kabhi kabhi aur shehroN ki bhi sair kar leni chahiye
By the way, kya mastermind nick rakha hai.. ![]()
Confused Gadha:- hehe.. No one told it had to rhyme, nahiN to khudh hi thoRi rhythm daal deti :-p
Re: :-)
Kabhi kisi ko muqammal jahaaN nahiN milta
KahiN zameeN to kahiN aasmaaN nahiN milta
Re: :-)
Kaafi dinoo kay baad yeh thread yaad aaey hay aap ko :-P