Re: …
ji mein aur mera Philosophical mood …har kissi ko samajh nahi aata..aap ko tu kabhi na aye…:halo:..
NAYE wali bhabhi jaan ka poocha tha mein ne…jin k aney se LOG LOG nahi rahey..:halo:..waise Sapan n Aparna ka bhi kia hal hai? theek thaak???..
Re: …
ji mein aur mera Philosophical mood …har kissi ko samajh nahi aata..aap ko tu kabhi na aye…:halo:..
NAYE wali bhabhi jaan ka poocha tha mein ne…jin k aney se LOG LOG nahi rahey..:halo:..waise Sapan n Aparna ka bhi kia hal hai? theek thaak???..
Re: …
lo..mein bata tu rahi hoon k aap k bhaag khul gaye hain..n bhaag mujhs e baat karne se khulte hain..kyun k jab hum baat karte hain tu us ki shoba badhti hai n shoba badhne se bhaag khulte hain..per choro aap itne samajhdariyon wali baton per na jao..:halo:..aap k liye kathin hoga samajhna…halo..
hain? tanker??? kyun? n pani ka kyun??? kia mutlub???
..
ps:..theek hi hoon …bemaar hone ki koshishon mein hon..dekho kitni successful hoti hoon
..tussi???
Re: …
han tumhara philosophical mood Coventry wallon ka ziada achi tarah samajh aata ho ga**..**
haan theekh thaakh he hon ge… mere jab last time baat hoe the jab se callback ka intezaar hai .. ![]()
Re: .......
Rabbo,
yeh shubah aunty kon hain ? ... pata nai kiss kiss k naam likhti rehti ho...
kia mujh say pehlay bhi logon nay ap ko Bongi kaha hay ya main pehla hoon ?
hmm... theek ho ? Kharaab hona chahti ho ? why why why ? jao kisi Mechanic kay paas jao ... wo achi chez kharab karnay k maahir hotay hain...
ps: may you always be healthy aamin, and me is ok, just saw u online so thought k why not have a short chat :-)
Re: …
hain? Coventry?? udher kaun hai??? kithey kithey..mujhe bhi batao…
..
haan sano ki jaise bhi hoon woh …snooty..
n btw Maheen shaheen se baat howi???,
Re: …
UK mai he rehte ho na??? Coventry ka naheen patta!!
kaheen ye Birmngham ToubaTaik Singh walla tu naheen :hoonh.
Naheen hoe… kafii din se online naheen aaya mai .
Re: …
chch Dada Abba ban gaye hain..phir bhi samajh bacho wali hai..
…har waqt Auntiyon k bare mein na soocha karein..umer ka lihaz karo bade miyan..
..
n aaj kal k tu log hi itne bongay hain..koi hamey kia bongi kahey ga..:halo:..
kharab nahi hona chahti..bemaar hona chahti hoon..2-3 se full koshihein mein hoon..per ho nahi rahi..aaj chances zyada lag rahey hain..
..dekho shayad ho jaoun..blush..oh sade mamo bhi aying aithey inshAllah Tuesday ko…hula..
n ashirwad k liye thanx vanx dada abba..ab buzurgo k hi tu ashirwad chaye hote hain..halo..short chat?? woh bhi mere saath..ahah :p..pata bhi hai k aisa nahi ho sakta..dekha keh rahi thi na mein k vade vade Bongay hain is dunya mein…
..waise aaj kal kia kar rahey hain aap halo..
Re: …
oh ho Mr Bongay no 1 ..
..Coventry ka pata hia..per Coventry ka mere philosophical mood se kia taluk..
..Allah miyan..akhir kyun kia tu ne aisa in k sath…
..
haye bada naik kaam kiya aap ne na aa kar..tu aaj kasht kyun..
…
Re: …
and oh..hum woh first word wali game khel rahey they na..chalo uthey
..
sachyan khul rahi hain..
..
Re: …
wo kia hai na kai sarai mashoor rehabs coventry mai he hain na :halo:
bas aaj kusht kur diya.. Orkut ke scrap book mai KISSI ne kuch likha tha… soocha aa jaon aaj .. waise tu 15th July ka aana tha. ![]()
Re: …
ham to level par aakar baat kartay na, baron say bari bachoion say bachoon ki tarah :-p
yar kharab na karo, jitni honi thi wo huchki hay ab mazeed gunjaish nai hay kharaab honay ki, isi par hamara sab ka yeh haal hay to poori kharaab hokar kaisi lagogi ? queen of Laloo Khait
and how is yr beemar so called PC ?
aaj kal main ? hmm… din gin raha hoon…
Re: …
yeh rehabs kia n kaun hote hain???
..
kis ne KIA likha tha :halo:…n yeh 15th july ko kaun si khaas baat thi :halo:…us date per ana vada zalzala kyun…:halo:..
Re: …
![]()
bas ayween mai he aana tha 15th ko..
some random date :halo:
Re: …
..tu aap indirectly bachi keh rahey hain mujhe..SHARAM O HAYA tu ati nahi hai…mujhe is word se jitni chid hai dunya mein kissi word se nahi hogi..tu aainda bola na tu
..tu bus samajh jaye..mad3..
n bachi k sath sath mujhe kharab bhi keh rahey hain aap..
..yeh aaj kal kin logon ki sohbat mein beith rahey hain jo itne gustakh ho gaye hain..thode din meri sohbat se kia bahar gaye..kitni hava lag gaye hai buzurgo ko..
..
mera PC Allah ka shukar theek thaak..abhi tuk sansein leta hai
..
n din gin rahey hain..?? kyun kyun?> shadi viya da chakkar tu nahi hai??? ![]()
Re: …
sar nahi peeto ..mutlub bataye..rehabs kia hota hia..
..
n acha acha awayeen???
.. i c i c…roll eyes..aisi tey kuch keh vi nahi sakde :halo:…
Re: …
lo tum ko bold kurna samajh mai aik ghantai mai aaya… ab rehabs samjhanai baithoun ga tu patta naheen kitnai din lag jain.. ![]()
han bas ayween mai he… kuch na he kaho tu behtar hai..
waise kia kehnai lagein thein … tello tello …![]()
Re: …
bachi keh nai raha balkay keh bhi chuka :-p agar itna hi khayaal hay sohbat k buray honay ka to chora hi na karain ham sab ko akaiala :-p
waisay ab pata laga k ‘Rabboo’ was not the only word… now I know the second bachii HUlaaa Bhangraaa… lalallalalalalala … hehhe
haan ji sansain lay raha hay to us ska gala daba do na, pata kia… agar PC kharab hojai na to Naya aata hay blusehd yaqeen nai to maar k daikh lo, bhai ya Dadfy new lay aingay hula
and din … ummm… Jannat main jaanay ki jaldi hay iss liay din gin raha hoon, lekin lagta hay k ginti khatam honay wali hay crying
Re: …
hum tu mashAllah badi jaldi samajh jate hain har baat..woh tu mein dekh rahi thi k aap logon ko kitna samjhana ata hia..
..chalo bolo bolo tell tell ab k kia hotahai rehabs..
..
nahi nahi choro choro..kia kahein hum ab…:p..aaj tuk kuch bola hai mein ne..
..mein tu masoom pari…mashAllah..:Pretty:..
Re: …
..dekhein DADA ABBA…hum sab kuch bardasht kar sakte hain per yeh batameez word BACHI nahi..is ki waja hai..per waja nahi batani mein ne..tu aram se samajh jaye k mujhe is word se allergy hai..jo yeh word kehta hai us k sath acha salook nahi kiya jata…sohbat se aak kar diya jata hai..
.. tu sooch lo…
haan daba diya tha na gala…
..gala dabane se pehle bailan bhi kafi mare vare they..k bachne ka koi chance hi na rahey..naya hi hai yeh..blush…
jannat jane k??? udher aap ko bhi jane diya jaye ga..eek…yeh kab se howa..eek…
Re: …
han wo tu patta hai mujhai… sabh kuch KITNA jalde samajh jaate ho
… naheen batta.. apnai Aba jaan se poch… kehna mujhai Coventry kai kissi rehab mai jana hai .. ![]()
han tum nai tu kabhi kuch naheen bola ..
koe Pari wari naheen ho tum… pari bas aik hai aor wo tum naheen ho ![]()