haan ap ko to award milna chahyay … bachoon ki head mistress ka :-p
waisay ‘he’ will more than happy agar ‘uss’ kay kaan hi na rahain to heheh go for it :-p
and haan to aur kia, main masoom, shareef and bachaa…sirf 15 and 16 ka to hoon abhi mashAllahs ay angel…
Rabooo…hichki Rabooo aik aur hichki shabnam istayl… tum 2-12 aagayeen Rabbooo ? pani ka tanker lai ho Rabbo ? agar aagai ho to lagay hathoon ghar ki safai bhi kardo pweej