rabiaa
July 10, 2005, 6:30pm
111
Re: …
haan teacher ban jaana bari hokar lekin hellow …:-p
zahir hay k i said 15 and 16, lekin bongoon ko add karna kahan aata hoga :-p
waisay itni dair main to Haleem pakk bhi chuka hota chalain jain Rab Rakha and take care vare, Allah hafiz
and safai karlain to kapray bhi dho daina :-p bye hehe
Anwaar Miaan , aap khud hi parh lain apna Salam :-p
aur abhi hamari taraf say bhi Allah hafiz
zindagi nay moqa dia aur mood howa to phir kabhi isi tarah sab say baat hogi, t5ab tak liay Pakistan Zindabaad :-p
haha in ko dekho zara Quaid-e-Azam ki jamat mein se ayein hain abhi abhi..,Pak zindabad tu aise keh rahey hain jaise next elections mein inho ne hi khada hona hai…:halo:..
ohhh add karna tha 15 & 16 ko..acha acha..tub bhi adhi umer hi banni thi..:halo:..
chalo amma ki awaz aa gaye.. ..Allah hafiz… …