đύŖЯâחĺ"Tumhari hain…Kaho ek din… says:
pata hay mera dill abhi karta hay ki ATTOCK ki pul per oonchee jaga bait jaawon our nichi panee may THOOKta rahoon
"đύŖЯâחĺ"Tumhari hain…Kaho ek din… says:
kithna maza aaiga na?
"đύŖЯâחĺ"Tumhari hain…Kaho ek din… says:
chalthi ho?
Black Mamba says:
lol
Black Mamba says:
lol @ thookta rahoN.
Black Mamba says:
"đύŖЯâחĺ"Tumhari hain…Kaho ek din… says:
haa na Qasam si
Black Mamba says:
thokna kyon hai?
"đύŖЯâחĺ"Tumhari hain…Kaho ek din… says:
is may bhaRa maza aatha hay
"đύŖЯâחĺ"Tumhari hain…Kaho ek din… says:
Yaar TITANIC dhaiki hay na
Black Mamba says:
lol yeah yeah dekhi hai.
"đύŖЯâחĺ"Tumhari hain…Kaho ek din… says:
bilkol ussi tarah
"đύŖЯâחĺ"Tumhari hain…Kaho ek din… says:
AKHTOOO
Black Mamba says:
laikin koi Rose ki tarha saath ho tau maza hai na. lol