.

Mai ne use deekha, angle badal badal kay,
us nay mujhe maara sandal badal badal kay.

hum ne tumhe chaha khuda ka tofa samaj kay
tumhara baap aa baitha mujhe sofa samaj kay

dabbay mai dabba dabbay mai khargosh
nana nai ankh maree nanee bayhosh

Apple kaat tha hoon knife se,
paani peeta hoon pipe se,
aray dheko logo’n kya zamana aa agaya,
jhootay kaa tha hoo’n wife se!

:D

just so so.. not very funny