;)

  1. reh reh kar mujh ko ek hi khayal ata hay
    woh kambukht na janay kon say sabun say nahata hay

  2. dabbay main dabba dabbay main khargosh
    larki nay ankh mari larka behosh

  3. na tum chut(terrace) per atin
    na main deewana hota
    na tum patthar martin
    na main kana hota

  4. jo ek galti karay woh anjan
    jo 2 galti karay woh nadan
    jo 3 galti karay woh shaitan
    jo galtion pay galti karay woh hindustan
    jo har galti maaf karay woh pakistan

  5. taj mehal ki dewaron per aaj bhi likha hua hay
    yahan thookna mana hay yahan thookna mana hay

  6. yeh kon sa jaam tum nay hamain piladiya
    is sar phiray ka sara system hiladiya

  7. meray marnay kay baad meray doston
    yun ansoo na bahana
    agar yaad aye to
    seedhay upar chalay ana

  8. Andheri raat thi, woh mere saath thi
    main uske upar tha, woh mere neeche thi
    haathon mein haath the, pairon mein per
    bura mat maanana woh meri cycle thi

  9. Woh ladki kitni pyaari thi, jis ko aankh maari thi
    Woh sendal kitni bhaari thi, jo us ney sar per maari thi

  10. Wo larayeee hi kya JISME DO CHAAR Gaaliyan na ho …
    ARE Wo SASURAAL HI kya jahan koi Saali na ho!!

  11. Chappal chhoti ho to
    Pair me nahi aati
    Biwi moti ho to
    Darwaze me nahi aati

  12. ANOTHER DEFINITION OF BHAIYA-
    B- BADA
    H- HANDSOM
    A- AUR
    I- INTELLIGENT
    Y- YAAR
    A- APNA

  13. college jaana hai har haal mein,
    ladkyon ko phasana hai apne jaal mein.

14 . Khush rahe tu sada yeh dua hai meri
Teri premika hi ban jaaye bhabhi teri

:smack:

:rotfl: :rotfl: :rotfl:

:hehe:

meray marnay kay baad meray doston
yun ansoo na bahana
agar yaad aye to
seedhay upar chalay ana

:hehe:

Tu Chal Mein Aaya :smiley:

LOlz

:k:

:k:

:D

[QUOTE]
*Originally posted by larki_punjaban: *
:D
[/QUOTE]

Dentonic Na ;)

I M Good Guesser (H)